Health aacha banane ka aur jivan me aapne badlab lane ke liye aache baate follow kare bas sune or padh he nahi

Aapko pata hai jivan me sabse jyada hame kise important dena chahiye wo hai health . Kyunki jivan me aap kitna kuch bhi kar le kuch bhi hasil kar le par phir bhi aapka health aacha nahi ho to samjh lijiye aapne. aapna jivan me kuch to galat kiya hoga .kya aapko pata ye dialogue jo hai, health is wealth, aapne suna bahut hoga par kabhi follow karne ka soche to answer hai 80%logo ka nahi, pata hai kyu, ham sikhte bahut kuch hai par aapne jivan me uska kabhi use nahi karte hai, ham aache baate padte hai sunte hai phir bhi ham aacha karte kyu nahi to jawab hai ham un batto ko aapne jivan me utarna ka kosis nahi karte hai balke bas sun kar ya bol kar bhol jate hai , mere ye sab lekne ka ye motive hai ki sab log healthy ho sab khush rahe kyuki kuch dino pahle he maine aapne dadi ko khoya hai due to covid mai aabhi bhi din raat yahi sochta hu jin logo ki puri ki puri family ka health kharab hai wo kaise kisi virus ya other disease se bachenge mai chasta hu aap jo aache batte sunte hai unhe aapne jivan me follow karne ke kosiis kare hamesa heathy food khaye aur aage blog me kya khaye kaise khaye kab khaye ye sab mai aapko bataunga

Thanks for reading

Nishant Raj